Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith:Shaitan aur Nazar-E-bad se bachney ki
Dua
Ibn Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam Allah Hussain wa Hasan radi
allahu anhuma ke liye panaah talab kiya kartey they aur
farmatey they ki tumharey buzurg Dada (Ibrahim Alaihi
salam) bhi Ismaeel aur Isaac (Alaihi salam) ke liye inhi
kalamat ke jariye Allah ki panaah maanga kartey they.
ﺃَﻋُﻮﺫُ ﺑِﻜَﻠِﻤَﺎﺕِ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺍﻟﺘَّﺎﻣَّﺔِ ﻣِﻦْ ﻛُﻞِّ ﺷَﻴْﻄَﺎﻥٍ ﻭَﻫَﺎﻣَّﺔٍ ﻭَﻣِﻦْ ﻛُﻞِّﻋَﻴْﻦٍ
ﻻﻣَّﺔٍ
A'oodhu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa
hammatin wamin kulli 'aynin lammatin
(Main Panaah maangta hun Allah ki pure purey kalamat
ke jariye, har shaitan se aur har zahreeley janwar se aur
har nuksan pahunchaney wali nazar-e-bad se.)
Sahih Bukhari,Vol4,3371