Monday, September 30, 2013

Nabi (sallallahuAlayhiwasallam) Ki Zindagi Ke muqtasar Malumat.

Nabi (sallallahuAlayhiwasallam) Ki Zindagi Ke muqtasar Malumat.

HAZRAT MUHAMMAD (Sallallahualaihiwasallam) ne

nabuwat k badd srf 1 hajj kia
4 bar umrah kia
AP(Sallallahualaihiwasallam) ne 53 saal MAKKAH
mein or 10 saal MADINA pak mein guzre
AP(Sallallahualaihiwasallam) k 3 bete or 4 betian
thi
bete: QASIM ABDULLLAH IBRAHIM
betian: ZAINAB RUQAIA UM.E.KALSOOM FATIMA
AP(Sallallahualaihiwasallam) ke dant mubarak
JANG.E.UHUD mein shaheed hue
AP(Sallallahualaihiwasallam) jab bemaar the to AP
k musalle pr ABU BAKAR(RadiAlla Tala Anhu) ne
17 namazein pardhi
AP(Sallallahualaihiwasallam) jab us dunia se
rukhsat hue to HAZRAT ALI(RadiAlla Tala Anhu) ne
ap ko gusal dia
AP(Sallallahualaihiwasallam) ki tadfeen k liye
HAZRAT ABU TALHA(RadiAlla Tala Anhu) ne qabr
khodi
DAROOD PAK(Sallallahualaihiwasallam) pardh kar
share kar dijye
JAZAAK ALLAH kahir